Sunday 21 August 2016

image seo satting kre

Post me image seo friendly banana ke tips.

Image search engine optimization.
Friends aapne blog post write karna to sikh liya hoga but usme image ka use properly and image seo ke rule ko follow but important hota hai .


Jab hum koi bhi post likte hai tab hum Google se image nahi le sakte hai. Kyoki google ke image all ready kisi blog ne aapni post me use kiye hote hai.

Blog post me image ke faide.

Blog post me image add karne ke bahut se easy important tips hai .Jaise hum image me seo optimization ko follow kare topmost ko koi search karta hai . To hamari post ko rank aata hai.seo ke liye post me minimum 2 image hona jaruri hai.

Jab hum post main image ka use kare tab use alt tag image description add karenge to un keywords koi Google me koi search karta hai.to Google un keyword se hmari post ko rank deta hai.aur hmari post ko rank me aane me bhut jyada chance hota hai.


Image seo kaise use kare:

Aap aapni post me jab bhi image add kare tab aap ko medium size me add kare.

Aab me aapko image  SEO (SEARCH ENGINE OPTIMIZATION) ke bare me btata hu.aab jante hai.ki post me image add kre.

blogger post me image add kre,image satting kre,new post me image sattin kre
seo image satting
Aap sabse pehle us post ko oipen kare.jisme aapko photo add karna hai.
Post open karne ke badd app app us image ko upload krte apni post me.
Upload karne lke bad aap us image per click kare.aur aapke samne kush link show hoge.

    1. Add proprity
    2.Add caption

Add caption:aapko add caption per click karna hai.aue usme aapko image ke footer me jo keyword use karna hai.ushe enter kar de.

 example: man aapne  adsense ka image add kiya hai.to aap add caption me how to make mony kush is trah se caption me write kar sakte hai.
Add proprity:add proprity bhut important tips hai.aap ishe dyan se read kre.hmare image ko seo me lane ke kiye hmko image me proprity add karna bhut jruri hota hai.aap add proprity per click karne ke add aapke samne 2 box shoe hoge.pehle me aapko image ka title dalna hai.aur short me dale.alt tag me aapko aapne image me descrition dalna hai.description me aapko keyword ka use jrur kre.

Note: aap blog post ke liye image  google se na le varna aapki image seo friendly nhi mani jayegi isliye me aapko site btata hu shutterstock is site se aap aapni blog post ke liye image dawnload kar sakte hai.

Aur us image ko edit karne ke liye photoscape ka use kre.

Aab mene aapko image seo bnane ke idea bta diya hai.bus aap is trah her imager ko seo friendly bna sakte hai.



0 comments:

Post a Comment

Popular Posts

Powered by Blogger.