Sunday 21 August 2016

Learn seo in full guide in Hindi

Learn seo in full guide in Hindi

Friends online marketing work karne ke liye hum jese bloging,online business etc work jo hum online karte hai.in all works ko karne ke liye hmhe seo jo ki bhut important hota hai.to aaj me aaoko seo full guide btane vala hu.aaj me aapko ek easy trah se seo ke bare me btane vala hu.to ab aap seo ki jankari lele.

seo kya hai hindi me jankari,seo kaise kre, seo ki jankari, seo satting seo tips jankari hindi me
learn seo full guide


What is seo  (seo kya hai)?

Friends seo Google search engine ke dwara use kiya jane wala marketing tool.jo ki her post ko rank deta hai.seo ka pura name (search engine optimization) hai. Seo  se hi hmari website  ya blog per traffic aati hai.seo ek esa trika hai jisse hum hmari site ko first page per ka sakte hai.bas aapko seo ka pta hona caiye, seo top 5 type ka hota hai.

1.SEO (search engine optimization) free
2.SMO(social media optimization) free
3.SEM(search engine marketing) Paid
4.SMM(social media marketing) Paid
5.OEM (online email marketing) paid

Aab aap ko ye samaj me nhi aaya hoga ki ye hota kya hai.to meaapko btata hu ki ye kya hota hai.


1.SEO (search engine optimization) free

Seo jo ki search engine optimization jo ki free tool hai.jishe hum free use karte hai.jese hmari post ko seo karne me Google search engine hamse paisa nhi leta hai.aur hum aapni post write karke free Google me search me late hai.

2.SMO(social media optimization) free

SMO yani social media optimization jo ki free tool hai.hum kisibhi page ko facbook etc per search karte hai.ushe hum social media optimization kehte hai.hum ishe free use karte hai.iske liye kisi bhi parkar ki money nhi lagti hai.


3.SEM(search engine marketing) Paid

Sem  ka sidha matlab me bta deta hu.search engine marketing yani ki jab hum kisi bhiu post ko rank lane ke liye Kisi search engine ko paisa dete hai.ushe seem kehte hai.inhe hum free use nhi kar skate hai.aapko iske liye paisa dene padte hai.

4.SMM(social media marketing) Paid

SMM  social media marketing jab hum kisi bhi post ya page ko promote karne ke liye paise dete hai.aur vo aapni site per hmari ads lgate hai.aur hmare blog per visitors aate hai.ushe hum SMM kehte hai.iske liye hmko paid karna padta hai.

5.OEM (online email marketing) paid

OEM online email marketing yani ki hum hmari company ko promote karne ke liye kisi email marketing company ko paisa deker email send karke promote karvate hai.ushe OEM kehte hai.iske liye hme paid karna padta hai.





To abb aap samj gye hoge ki seo kya  hai.aap me next  post me aapko seo ki or jankari dunga thanks aap ye post jrur padhe taki aapko seo ki jaankari puri ho jaye.


0 comments:

Post a Comment

Popular Posts

Powered by Blogger.