Sunday 21 August 2016

Seo Friendly Post Write Tips

Seo friendly post write tips

Friends hum hmare blog bnane ke bad  her blogger ka ek hi spna hota hai. Ki vo blog bnane ke bad aapni site se paisa kamaye.but unki thodi si Galati ki vajah se ve blogging me success nhi ho pate hai.aap aager ad sense se paisa kamane ka hai.to aapko aapni ke keyword per bhut defaults rehna hoga.


Adsense approve ke bad earning low kyo hoti hai.

Jab koi blogger domain name buy karke adsense approve krata hai.to uske blog per ads shoe hone lagti hai.but unhone seo ko follow nhi kiya.isliye aapki post ko Google se rank nhi kiya hai.aab aap post likte samay ye bato ka jrur khyal rakhe.


Seo friendly post write kaise kre.

Seo friendly post write karne ke liye aap tags,descrition,keywords,high quality contant,image search engine optimization,h1,h2,etc.ko dhyan me rakkar post likhe.

learn seo for seo friendly post write tips in hindi me jankari all tips seo
seo friendly post
Title:blog ko likne se pehle aap aap aapni post ka title jrur chose kre.title me minimum ek keyword ka use jrur kre.title ko write karte samaye meanings ko dyan me rakkar title write kre.


Tags;aapni post mein tag yani keywords aap keywords ko use karna bhut important hota hai.jab aapki post se related keyword Google me find karta hai.tab aapki post ko search me lata hai.

Description aapni post ko google search engine me rank karvane ke liye disruption bhut hi important hota hai.isme aaoko 150 words ke descriptor box me kush high quilty keywords ka use karna hai.yani ki aapni post me kya hai.ushe aapko short word me write karna hai.

Image: seo karne follow karne ke liye image bhut hi powerful trika hai.hmari post ko search engine me lane ke liye image ka use jrur kre.image copy kiya huaa use na kre.image me kush search engine optimization follow Karna padta hai.isliye aap meri ye post read kre.


Heading: jab aap aapni post ko write karke Google search engine me publish karte hai.aap post ko Google seo cheak karta hai.aur dekta hai.ki aapne heading, image, no follow,etc ka use seo ke rules ke hisab se kiya hai.to vo aapki post ko seo friendly manta hai.aur best rank deta hai.
Note: aap blog post me heading use karne ke liye aap

text

Html me aad karke text ki jagah

heading dal sakte hai.

Links: friends jab hum aapni post me kisi aur site ka link add karte hai.to ushe hme no follow karna hai.kyoki isme hmari site ka rank low hoiga.aur dusri site jiska aapne link add kiya hai us site ka rank aur backlink bhdega’aager hum aapni site ki kisi post ka link add karte hai.to ushe hme do follow karna hai.aap aapni post me 1000 words ki post me 8-9 link post jrur add kre.

Copyright: friends koi bloggers jaldi jaldi mein post likne ke liye kisi aur site kr post contant ko copy karke apni post me add karte hai.isse google aapni post ko jab cheak karta hai.tab hmare content ko check karta hai.tab ushe vo site ko copy kiya huaa content ka pta chal jata hai.aur vo aapni post ko seo friendly nhi manta hai.kyoki copy kiya huaa content Google aur ad sense ki policy me allow nhi hai.



·       Friends aaj ki post me mene btaya ye rule aap foloow        karenge to aapki post ko google best rank dega aur aap aachani se seo friendly posat likh sakte hai.


0 comments:

Post a Comment

Popular Posts

Powered by Blogger.